CMR ( REGULATION NO. 32) |Q. kis condition me kisi mines ke mukhya engineer ke alawa ek alag se electrical engineer appoint kiya jayega? | kis condition me kisi mines ke mukhya engineer ke alawa ek alag se mechanized engineer appoint kiya jayega?.


 

Q. kis condition me kisi mines ke mukhya engineer ke alawa ek alag se electrical engineer appoint kiya jayega?

Ans-

·     Yadi mines me 650 volts se adhik ki bijali upayog ki jati hai

·     Yadi mines ke sabhi electrical equipment ki installed capacity 1.5 MVA yaa usse adhik hai.

 

Q. kis condition me kisi mines ke mukhya engineer ke alawa ek alag se mechanized engineer appoint kiya jayega?

Ans-

·     OCM me yadi HEMM chalti ho

·     Underground mines ke condition me yadi wah mines mechanized ho or jha sabhi machines kaa total HP 1500 HP se adhik ho.

Post a Comment

0 Comments