Fire damp or CO ko kaise hataya jayega ? | HOW TO REMOVE CARBON MONOXIDE AND FIRE DAMP?

 Fire damp or black damp ko hatane ke liye adequet ventilation kiya jayega .

Gas ki jagah tak paper hawa pahunchane ke liye coursing karke ya maneger dwara diye gaye aadesh per auxiliary fan ke dwara gas hatane ka kaam kiya jayega.

·        Coursing yaa auxiliary fan kaa discharging point aise jagah per rakha jayega jha gas naa ho, sath hi sath ek jalti hui F.S.L. ke sath ek competent person hamesha wha mojood rahega . jaise – jaise gas hatata jayega waise -waise duct yaa tube ko aage badhate jayenge. Fire damp ke liye duct kaa mouth roof ki disha me tatha black damp ke liye duct kaa mouth floor ke disha me rakhte hai.

·        Bratticing method

 

*Note – auxiliary fan ka Bijli katanaa?

Ø  Jab gas milti hai to jis jagah gas mili hai or uske return taraf ki Bijli katwa diya jata hai.


Post a Comment

0 Comments