Chuki nitrous fumes wale area me jab koi vyakti jata hai or jaise hi wah nitrous fumes ko inhale karta to usse khasi aane ke dwara symptoms milne lagti hai or wah satark ho jata hai , phir wah turant uss jagah se baaharr aa jata hai.
Parantu kam CO wale area me jab koi vyakti kaam karta hai , to usse pata nhi chal pata hai ki wah CO inhale kar raha hai , parantu CO ussi samay se sarir ke ander jaaker apna kaam dheere – dheere suru kar deta hai.
0 Comments