BLACK DAMP | Black damp kisse kahte hai? | Excess N2 kya hai? | Black damp kaise banti hai ?

 

Black damp kisse kahte hai?

(CO2  + Excess nitrogen )- ke mixture ko black damp kahte hai.

 

Excess N2 kya hai?

 General atmosphere me N2, O2 kaa 3.77 times rahta hai pRntu mines me bivinn prakriyao ke kaaran jaise manusya ke saans lene or chodne se F.S.L. ke jalne se , blasting se , oxidation etc se CO2 banti hai evam  O2 ki matra me kami hoti hai or jo O2 bachata hai uske tulna me N2 ke ratio me bridhi ho jati hai , isi badhe hue N2 ko excess N2 kahte hai.

 

*note – N2 naa ghata hai , naa badahta  hai.

 

 Black damp kaise banti hai ?

 Hawa me O2 or N2 ek nischit ratio hota hai, mines me kai kriyao ke dwara kuch O2 ke ho jati hai or CO2 bhi banti hai. O2 me kami, hone ke baad O2 ke respect me N2 ka ratio increase me ho jata hai or yahi increased excess N, CO2 ke saath milkar black damp banti hai.


 

Post a Comment

0 Comments