Jab koi vyakti CO gas se prabhabit hota hai, to wah CO manusya ke ander me khun ke saath mil kar oxy-hemoglobin ko carboxy hemoglobin me convert kar deti hai, jisse RBC nast (khtm) hone lagte hai or iske kaaran manusya ke sarir ke sabhi bhago me O2 pahunchana band hone lagta hai, or khun me O2 ki kami hone ke karan jaha taha thakke ke roop me jamne lagti hai .
Iss prakaar CO kisi vyakti ke ander me khun ka murder kar deta hai, isliye CO ko khuni gas ke naam se jana jatta hai.
0 Comments