What is incubation period? / Incubation period kisse kahate hai?? | What is spontaneous heating? / Spontaneous heating kise kahte hai?

 

 v    Incubation period kisse kahate hai??

                       or

What is incubation period??

 

  Ø     Jab coal, first time spontaneous heating ke liye favorable condition me aata hai or jitney samay ke baad usme heating start ho jata hai, uss time period ko hii incubation period kaha jata hai.

                    Jab caving method se depillaring kiya jata hai or jab usme pahle roof fall hota hai to uss date ko uss section ke mining sirdar and overman, apni dairy me note kar lete hai , kyunki usi din se uss panel ka incubation period suruu hota hai.

 

  Ø     *Note-jab koyala nikal kar dump kia jaye to uss din se uss nikle hue koyle kaa incubation period suru ho jata hai.

 

 

 

  v    Spontaneous heating kise kahte hai??

Or

What is spontaneous heating??

 

  Ø     Bina kisi bahari( external) heat ke koyala(coal) me apne app heating start hona yaa aag laganaa spontaneous heating kahlata hai.

Post a Comment

0 Comments