Kisi aadmi ko gas lag gaya hai to aap kya karenge? / Kisi old working ke gallery me koi vyakti behosh pada ho to aap as a overman kya karenge? | what we do if anyone in underground mines affected by gas as an overman or as an employee?

 

  • Kisi aadmi ko gas lag gaya hai to aap kya karenge?

                           Or

Kisi old working ke gallery me koi vyakti behosh pada ho to aap as a overman kya karenge

 

  • Apna bachaab yantra ka use karte hue piddit ko fresh air me le jayenge or yadi bachaaw yantra nhi hai to ventilation thik karke gas hatane ke baad hi victim lo nikala jayega .

Artificial respiration karke hradaya gati ko chalu karenge or jitna jaldi ho sake victim ko doctory illaj ke liye hospital bhej denge.

Or iski suchnaa tatkal apne surface padadhikari / manager ko denge. Phir uss jagah ke return taraf  mojood vyaktiyo ko hatta lenge , or uss jagah jane wale sabhi rasto ko fencing karwa denge.

Or yadi inflameable gas hai to electricity bhi katwa denge.

Post a Comment

0 Comments